Monday 20 June 2016

آپ بھی کامران





2 comments:

  1. My favourite quote..
    If you born poor it is not your mistake
    But if you die poor it is your mistake... (Bill Gates)

    Yeh 1 quotation he nahin balkay zindagi ki haqeeqat hay is main... khuli ankho say jo khuwab dekhy jatay hain agr unhe poora karnay kay liye hum zameen asman 1 na kar dain toh hum kamiyab kaisay ho saktay hain? Insaan ki haqeeqat toh wahi hay jo us nay khud banai apni mehnat say.. ham agr yeh sooch lain kay khuwab dekhnay ka hamein koi haq nahin kyun kay usy haqeeqat main badalna hamaray bas ki baat nahin toh yeh qusoor toh hamara hay.. hamari gareebi ka toh nahin... hamein mashray main apni pehchan khud banani hay.. or aesi daulat or naam ka koi faida nahin jo hamein virasat main apnay baap dada say mili ho... insaaan wahi kamran hay jo apnay bal par apni mehnat say kar dikhanay ka hosla himmat rakh kar usy kar dikhaye...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bilkul sahi kaha aap nay! hum urna dekhtay hain....urnay ka shoq bhi rakhty hain....magar
      urnay ki himmat nahi kartay....we should believe in Allah and us also to fly higher and higher ....you are absolutely right

      Delete